Aaj bhi ghar jaatein samay
sadak par lage ye suchna patt
batatein hain ki in dono raasto ka
mel nai tha kabhi
Wo karnal ki thi
main rohini main
Aasmaan se jhaaktein chaand taarein
puchte hain kaha gai wo
Hamsafar thi jo tere ghar tak ke saath ki
Kya jawaab du inhe
ki wo humsasfar thi
.
Bas itne hi saath ki
By Nishank Gadi
No comments:
Post a Comment